Hello Dosto, Kya App Ek Free Website Bnana Chahta Hai. To ajj Is post me Website Kaise Banaye Uske Bare Me Jankari Denge. Jab Kabhi App Internet Par Kuch Acchi Sites Ya Blog Ko Dekhte hai to Apke Man Bhi Kuch Esa Karne Ka Khyal Jarur Aata Hoga ki Hum Kuch Internet Par Apna Kare Jaise Ki Apna Talent App Duniya Ke Sath Share Kar sakte hai. Koi Business Online Lana hai. Agar App Me accha likhne Ki Shakti hai Jo Logo ko Pasand Aaye to App Internet Ki Duniya Me Apne Talent Ke Adhar App Apni Pehchan Bna Sakte Hai. Aur Google Par apni Website Bana Sakte hai
To App Ek Sahi Blog Par Aaye Hai. Ye Blog Apko Ek Blog Bnane Ki Sabhi Tips Dega.
Agar App Free Me Internet Par Website Bnana Chahte Ho To Wo Bhi Free Bna Sakte Hai
Talent Se App Blog Ke Dwara Online Earning Bhi Kar Sakte Hai. Blog Ke Acche Response Milne Par App Google Adsense Ke Ads Laga Kar Online Earning Kar Sakte Hai. Online Earning Ke Baare Me Bahut Vistar Se Mene Is Blog Par Btaya Hai.
Talent Se App Blog Ke Dwara Online Earning Bhi Kar Sakte Hai. Blog Ke Acche Response Milne Par App Google Adsense Ke Ads Laga Kar Online Earning Kar Sakte Hai. Online Earning Ke Baare Me Bahut Vistar Se Mene Is Blog Par Btaya Hai.
Me Yaha Par Website Banane ka Tarika Hindi me Bataunga Jisse App Apna Target Paa Sakte hai. Jyadatar Log Online Earning Ke Purpose se Blog Create Karte hai.
Jo Kuch Bhi Ho App Blog /Website Free Me bana Sakte hai:
Phele Ye Clear Kar Du ki Website Or Blog Dono Ek Hi Hota hai.
Free Me Website Kaise Banaye
Dosto Me Apko Bata Du ki Internet Par Free Website Banane Ke Liye 2 Acche Platform Hai. Ek hai Blogger Aur Dusra WordPress Agar App New Hai to me Advice Dunga Ki hum Sabse Phle Blog, Blogger Par Banaye. Ye Saral bhi hai Aur Isse App Experiance Prapt Hoga.
Blogger Par Blog Kaise Banaye :
- Blogger Par Blog Ke Liye Apko Ek Google Ki Email ID Create Karni Hogi. Kyu Ki ye Google ki Ek Service Hi Hai. Agar Apki Email(Gmail) ID Phele Se hi hai To App Blogger.com par jaa Sakte hai. Aur Apna Account Log-in Karna hai.
Log-in Google Account
Yaha Par Apki Email ID Aur Apna Password Enter Karna Hota Hota hai.
Uske Bad App Blogger.com ke Dashboard[home page] Par Pahuch jayenge
Free Website Kaise Banaye |
Jaisa Ki App Image Me Dekh Sakte hai. Website banane Ke Liye Aur new blog banane Ke Liye Waha par New Blog Option Par Click Karna Hai. Aur Uske Bad Ek Form Open Hoga. Jisme Title Me Blog Ka Naam Likhne Ke Bad Apke Blog Address (myblogname.blogspot.com) Select Karna Hota hai. Jiss Naam Se Apka Blog Hai Usi Se Related Apko Apka Adress Select Karna Hota hai.
Create A Free New Blog [Guidance] |
Aur Us Blog Ke Display Template Bhi Select Karna Hai. Koi Bhi Ek Simple Template use kar Sakte hai.
[ Apko Ye “Blogspot.com” se URL Milega App Koi New Domain Register Karwa Kar Ise Replace (Myblog.com) Kar Sakte hai.]
Ab Apko “Create Blog” Ya Save Par Click Karna Hai Jisse Apka Blog Taiyar Ho Jayega. Aur App View Blog Par Click karke App Us Blog Ki Template Aur Name Dekh Sakte hai. Aur Apne Content Post Kar Sakte hai.
Google Ke Liye Free Website Par Post Karne Ke Liye apko New Post Par Click Karke us Par Apne Post Daal Sakte hai Aur Us Post Me Jo app Likhoge usse Content Kahenge
Content Post Karne Ke Bad Apko SEO Work Karna Hota hai. Jisme Apko Apni Website ko Search Engine( Google, Yahoo, Bind Etc.) Me Add Karwana Hota hai. Jisse Apke Blog Par Log Aa Sake Aur Information Ya Business Me Apko Help Mil Sakegi
Content Post Karne Ke Bad Apko SEO Work Karna Hota hai. Jisme Apko Apni Website ko Search Engine( Google, Yahoo, Bind Etc.) Me Add Karwana Hota hai. Jisse Apke Blog Par Log Aa Sake Aur Information Ya Business Me Apko Help Mil Sakegi
Is Tarah Se Blog banakar app apne blog par mehnat karke Website ko top Par Laa Sakte hai Agar App New Hai to Ye Post Apke Bahut Kaam Aayega aur Comment Ke Jariye App Kuch Sawal Bhi Kar Sakte hai Mene apko Website banane ka tarika hindi me bataya hai Aur Share Karna Na Bhule. Apka Ek Share Kisi Ki Help Kar Sakta hai. To Dosto app Website Kaise Banaye Jankari Mil gyi hogi.
Thanks For Reading and All the Best for your Blog
Thanks For Reading and All the Best for your Blog
7 टिप्पणियाँ
Click here for टिप्पणियाँBahut Badiya Aapka Blog Badiya Hai
Replywww.hindimeseva.com
Hii Nice. www.indiametech.net
ReplyWow Nice Post Sir happy independence day shayari in hindi 2018
Replynice
Replywww.technicalhindijankari.in
nice
Replywww.technicalhindijankari.in
GOOGLE se paise kaise kamaye
Replypaytm create new account
IndiaYojna.in
up new ration card apl bpl list
ItechRaja.com
how to use paytm postpaid
how admob work
मेरा नाम Technical Krishna है मै आपके blog का नियमित पाठक हूँ आपका ब्लॉग बहोत ही अच्छा है और साथ ही साथ information से भी भरपूर है| उम्मीद है कि आप technical things पर और भी post लिखें जिससे कि लोगो को ढेर साडी information मिल सके|
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon