Apne Naam Ki Ringtone kaise Banaye/Download Kare

Jese ki aap jaante hai aaj Mobile ka kitna aham hissa hai hamari jindigi ka. Mobile aapke liye kitna jaruri hai uska pata lagane ke liye sirf ek din aap mobile mat rakhiye rakhiye apne pass. Bhut se aese kaam hai jo Mobile ke bina ho hi nahi sakte aaj ke time me.
Mobile phele sirf Call ke liye huaa karte the par ab Call to sirf uska ek option hai, ham duniya bhar ka kaam mobile se kar sakte hai. ye khana galat nahi hoga ki ab Duniya Hamari Mutti Me Hai. Mobile se ham koi bhi jaankari le sakte hai

slow computer ki speed badane ke #9 tips
Mene Dekha Hai Abhi Bhut se log Apne Naam ki Ringtone Apne Mobile me Set karke rakhte hai, or jab unke pass phone call aata hai to uake naam se kaha jata hai ki aap ka Phone aaya hai usko utaaiye.

Apne Naam se aap chahe to ringtone bana sakte ho Ya fir Internet se Apna Naam ki ringtone download kar sakte ho. ham dono tarike dekhege.

Apne Naam Ki Ringtone Kaise Download kare

Aapko apne Naam ki ring-tone ko download karne ke liye ek website par jana hai or bha par apna naam search karke Ringtone ko Download karna hai.


 
Apne Naam se Ring-tone ko Download karne ke liye aap is website par jao


fir aap apne apna Naam search karo or fir uspar click karke aap Apne Naam ki Ringtone ko Download kar sakte ho.

Tip: Aapko Jab Bhi Ring-Tone Download Karni Ho Apne Naam Ki to Aap Direct bhi search kar sakte ho. Apne Browser me likho 

fir apni ring-tone search karo!

Mobile Me Apne Naam se RingTone Kaise Banaye

Apne Android Mobile Me Apne Naam se Ringtome banane ke liye aako ek App Install Karna padega PlayStore se.



 
Friends Ab aapki bari hai mene to aapko bhut kuch bata diya ab aap muje bataiye agar aapko koi Dusri achi site ya fir app ho Apne Naam se Ring-tone banane ke liye, To Comment karke muje batao.
 
Previous
Next Post »
Thanks for your comment