WiFi Hotspot Banaye Computer Me NotePad ki Madad Se

Aaj hamari jisndi ka kitna aham hissa ban gaya hai, ye to sabko lagta hi hoga.. Mere Mobile me ya Computer me to agar 10 Minute bhi Internet naa ho to aesa lagta hai, Pata nahi kis duniya me aa gaya hu.. Matlab Puri Duniya se hi disconnect ho jata hu..

Bhut Bar hota hai Hamare Mobile me ya fir kisi Friends ke Mobile me Net Chalana hai par ham Ya Fir Dosto ke Sath Lan Game Khalna ho to ham WiFi ki madad connect kar sakte hai.. Uske liye bas hame apni Computer ko WiFi Hotspot me badalna hoga, jo bhut hi aasan hai.
Wifi Hotspot banane ka Fyada

Sabse bada fayda internet sharing hai, isse aap apne laptop se apne family members aur padosio ko apna internet share kar sakte hain.
LAN par games games khelne ke liye bhi hotspot banana padta hai jisme bhut se Laptop ek sath connect karke game khal sakte hai.
File share karne ke liye (Wireless). Iski madad se ham Fast file transfer bhi kar sakte hai..
Jo Trick hai Laptop me WiFi Hotspot banane ki usme kisi software ki jarurat nahi hai, Simple Notepad ki madad se 2 .bat file banani hai.. Chaliye Dekhte hai kese kya karna hai.

Wifi Hotspot Banaye Notepad ki madad se

Step 1: Pehle step me apne laptop pe Notepad khole (Press Win key+ R, aapke samne ek run dialog box khul jaega usmein ‘Notepad’ type karein aur enter key press karein )
Previous
Next Post »
Thanks for your comment