ANDROID MOBILE KA LOCKE KAISE TODE, JANE 3 TARIKO SE-HINDI ME

Dosto aaj phir se aaplogo ke liye techworldinhindi  leke aaya hai bahut hi badiya Android mobile trick jo har ek Android use karne wale ke liye badiya sabit hogi,

Aaj ke topic me hum janenge Android mobile ka Locke kaise tode; Yani bina Password  ke unlocked kaise kare,

Trick janne se pahele hamari 2 bato ko aap dhyan me
rakh ke aage badhe,,

1...techworldinhindi ke dawara jo step batai jayegi aap usi ke anusar kare, agar aapne kuchh bhi extra kiya to aap nuksan me pad sakte hai,
2....techworldinhindi ke dawara diye gaye tarika, use pura verify karne ke bad hi aaplogo tak pahechai jati hai,
3....Agar iske dauran kuchh problem aati hai to iska jimbebar techworldinhindi nahi hogi, aise koi problem nahi aati hai, but jo thoda bhi smart banne ki kosis karega kuchh bhi ho sakta hai,

4....Aise koi bhi problem aati hai to aap hame comment karke bataye.

Aap ye bhi padhe
**Facebook pe name change karne ki limit ko kaise khatm kare
  **Kisi bhi computer ka details kaise jane
Note mai mai aaplogo se ek request karunga ki aap apni kisi dosto se ye ganda mazak mat karna uska phone leke lock todne ka, ab aapki dost aap to jante hi honge,
Aaj kal ke dost girlfriend de denge but apna I Phone ka password nahi please bina puchhe kisi ka lock Tod ke apna fayada na le.

Jaise aap apne phone ka pattern/ password bhul jate ho to aap iske liye service center jana padta hai, waha software ko update karte hai, aur aapka jane-aane me time bhi weast hota hai,
But, ab na hi aapka time barbad hoga aur na hi aapko service center ka chakar lagana padega, kyuki aap is problem ka solution apne ghar pe baithe bhi kar sakte ho,

Wo kaise?
Ab aapko  techworldinhindi  bata rahi hai pattern todne ka tarika wo bhi 3 Tariko se,

Note::--
Maine pahele bhi bahut sari Android mobile tips topics bataya hai aap wo savi topics ko padhne ke liye nice all Android mobile tips&tricks pe click kare


Style ::---
Us Android phone ke liye jisme home botton(yani bich wala) rehta hai uske liye

Step:---1
Sabse pahele apne phone switch off kar de

Step:---2
Fir aap apne phone me volume up key+Home button aur power key (jisse phone ko off kiya jata hai)  ik sath kam se kam aap isse 15 second tak ek sath dabaye rakhe, aapka phone on ho jayega,

Aap ye bhi padhe
** Chori ki gai mobile ka pata kaise lagaye
** phone ke screen ka video record kaise kare

Step:---3
1.....Ab ek boot menu khulega usme aap factory reset ko select ko select kare,,

Note::--
Kai option upar niche rehte hai, upar -niche jane ke liye aap volume up (upar) aur vellum down (niche) ka use kare

2.....ab aap home botton ki sahayata se factory reset me ok kar de,
Congratulation aapke phone ka lock tut chuka hai aap ab enjoy kare, aur naya password laga le,

Aap ye bhi padhe
** mobile se delete files ko wapas kaise laye
** Republic day 2016 sayari aur rochak jankari

Style ::---

Ab us phone ke liye jisme home botton nahi rehta hai, sirf power key aur vellum key rehata hai,

Step:---1
Sabse pahele apne phone switch off kar de

Step:---2
Fir aap apne phone me volume up key+volume down key aur power key (jisse phone ko off kiya jata hai)  ik sath kam se kam aap isse 15 second tak ek sath dabaye rakhe, aapka phone on ho jayega,

Aage ka process karne ke liye aap techworldinhindi ke daware batai gai Step:---3  ko padhe aur waise hi is styal me hoga.

Note::--
Yaha pe post lambe ho jane ke wajah se maine yaha pe 1 hi tarika ko share kar paya,  iske liye sorry aapko mai jald hi 2 aur bache tarika ko share karenge, aap uske liye wait kare,

Mujhe ummid ye jankari aapko achhi lagi hogi,  koi problem ho to aap hame comment karke bataye, aur ha ye post aapko kaisi lagi ye bhi hame comment me bataye,

Previous
Next Post »
Thanks for your comment