Android Aor Samsung Ke Delete Huye Data Ko Fir Se Recover Karne Ka Tarika


Ham Apne Phone me Apna Personal data Documents Jaise ki Contact , Sms , Photo , Video , Song Kuch bhi Save Rakh Sakte hai Aor Jab Hame Jarurat Ho tab Ham Inhe Use Le Sakte Hai . Lekin Kabhi-2 Hamari Ek Galti Ki Wajha Se Hamare Phone Ka pura Data File Delete Ho Jati Hai Aor Fir Se Unhe Recover Karne Ki Jarurat Hoti Hai . Jisme Hamara koi bhi documents ho sakta hai .
Android Ka delete Data Recover Kaise Kare
Data Delete Hone Ke Bhut Se Karan Ho Sakte Hai Aor Agar Ham Iska Dhyan Nahi Rakhenge Toh Recover Karna Muskil Ho Jata Hai . isliye Esi Problem se Bachne Ke Liye 5 Din Me Backup Banate Rahe Jisse Ham usse Bina PC , Computer Ke Recover kar sake . Agar Aap esa Nahi Karte hai toh Fir aapko pc ki jarurat hoti . Data file delete hone ke kuch karan hote hai .
Ex:-
Format Hona
Mobile Hard Reset Karna
Software kharab hona
Aor Bhi Bhut Saare Karan Ho sakte hai .
Ab Phone ka Data recover karne ka jo Main Yaha Aapko tarika bataunga usse aap kishi Bhi Device Ex:- Android , Samsung , Ka Data Kuch Hi Minutes me Kar sakte hai . uske Liye Aapke Paas Ek Data cable aor Pc Computer Chahiye .

Isse Phele aapko Kuch Setting Complete Karni hogi jo mai aage bata raha hu

1.
Sabse Phele Niche di gayi link se Data Recovery software Download kare Aor Apne Computer me complete install Karle
Download For Pc
Download For Mac
2.
Ab Apne Phone Ki Setting me Jaye Aor Sabse Last Me ” Developer options ” hoga uspar click kare .
Agar Aapke phone me yeh option nahi hai toh koi baat nahi Ab setting me Scroll down karke niche Jaye aor ” About phone ” Par click kare .
Next page par aapko bhut saare opation milenge jimne sabse niche ” Build Number ” Ka option hai Uspe Double Click Kare Aor Fir se back karke Setting me aa jaye
Ab Aap dekhenge ki Waha Par ” Developer Options ” Aa gaya hai . Ab Iss par Click kare .
Samsung Galaxy Ka Data Recover Kaise Kare
1. Isse on kare
2. USB Debugging ko enble kare .
3.
Ab Apne phone Aor Pc ko Data cable ki Sahayta se connect kare .

Android Samsung Me Delete Huye Data ko Recover kaise Kare .

1.
Sab kuch setting complete karne ke Baad Ab ” Data recovery Software ” Ko Open kare
select-android-lost-data-to-be-scanned
Ab Aap yaha Dekhe Ki Isme Aapke Mobile Ka Name Aa gaya Hai aor sabhi File Ki List Bhi Aa gayi Hai . Ab Next / Start Par Click Kare .
2.
Ab next page par aapko Spersu permission conform karni hai
Jisme Aapko 3 Step par ” Allow ” par click karna hai Aor last me ” Start ” Buttion par click kare .
3.
Agle page par Aapko wo file list show hogi jinhe aap recover karna chahte hai .
recover-contact-from-android
Jo bhi file recover karni hai Uspe Mark laga de Aor last me ” recover ” par Click karde .
Congregation !
Kuch Hi Minutes me aapki sabhi file Computer me save ho jaygi jinhe aap fir se phone me transfar kar sakte ho .

Last words :-

Android ke delete huye data ko fir se recover karne ke yeh ek Simple Aor Short Progress hai jise aap aashani se use kar sakte . Agar iske baare me aapke paas koi sawaal yaa questions hai toh hame comment karke bataye .
All images And Guide Source from
Previous
Next Post »
Thanks for your comment