Hello Friends, Aaj ham baat karege Mobile se paise kamane ke. Jese aap ye to jante hi hoge Android Mobile aaj har dusre insan ke pass mil jata hai.. Bhut log Android Mobile le to lete hai par Facebook, WhatsApp ke aalawa kuch use karte.. Agar aap WhatsApp, Facebook, or Phone Call ke liye jo mahine me 1000 rupee ka balance dalbate ho wo free ho jaye to ye bhut badi baat hai..
Aap Agar Smart Phone use karte hai to aapko ye pata hi hoga ki Phone me hame jo bhi chalana hai uska app hota hai wo hame Install karna padta hai.. or agar App install karne par paise bhi mile to or badiya hai naa..
Aesa hi ek App hai jisko sabse phele aap install kare.. fir usme kuch app hai unko install karne par hame paise milte hai. Jo App hai jisse ham paise kama sakte hai uska naam hai mCent.
mCent kya hai or Isse kya hota hai?
mCent ek Android App hai jisko ham apne android mobile me install karke paise kama sakte hai or un paiso se apne mobile ko recharge kar sakte hai. Isme ham App Install karke or apne dosto se share karke paise kama sakte hai.
mCent Install karne ki Puri Steps
Aapko mCent Install karne ke liye Download Button par
Click kare
*Agar Mobile me chala rahe ho to button par click kare or agar computer me abhi net chala rahe ho to apne chrome browser me type kare
Jese hi aap Is Button par click karege Aapko Open karne ko kaha jayega.. Google Chrome me Open kare.
Fir aap PlayStore par phuch jayege.. mCent ke App ko Install kare.
Ab App ko open kare.. to ek page aageya usme.. hame account banana hai to ham
Ab jo Form aayega usme apni puri detail dale
1.Apni Country Select kare India
2.Apna Mobile Number Dale
3.Language select kare..
Account ke liye password dale.. (agli bar account me 4.login karne me issi password ki jarurat padegi.)
5.Sign Up ki button par click kare
Ab hamare Pass mCent se em SMS me Code aayega, wo daal kar verify karna hai.
1.Ab aapke pass jo sms me code aaya hai wo dale
2.Conform ki button par click kare
*Agar bhut der tak SMS na aaye to Re-send SMS ki button par click kare
Ab aapka Account to ban gaya hai.
Data Usage Permission mCent ko
Apps with usage access me mCent ko allow karna hai..
Setting me jaye >> Apps with usage access >> mCent ko on kare
mCent Me Paise Kaise Kamaye Jate hai
mCent me ham 3 trha se paise kama sakte hai.
1. App Install karke Paise kamaye mCent me
Jab aap account bana kar app ko open karege to aapke samne kuch app aayege. unko install karna hai.. Yaha par ek diyaan dene wali baat hai ki agar aapne phele se koi app install kar rakha hai to uske paise aapko nahi milege..
Tip: mCent Install karne ke phele jitne bhi Popupar aap aapne install kar rakhe hai uninstall karde, to fir aapko bapas install karne par paise mil sakte hai.
In sabhi app ko install karke paise kamaye ja sakte hai.. Jese me abhi Saavn Music & Radio App par click karta hu. jo muje ₹42 tak de sakta hai.
ab new page khulega usme App se kaise hamari income hogi uske bare me likha hoga.
jese is App me diya hai ki agar me install karke thoda use karta hu to ₹10 milege
or agar usko aage bhi use karta hu to 2.5 mb par ₹1 milega 60mb tak.
Earn up to ₹42 ki button par click kare..
ab open karne ke liye kahega.. Google Chrome Browser me Open kare.
Google Chrome Browser me open hone ke baad Playstore khulega.
Ab app ko Install karke Open kare, Fir Thodi der chalaye.. ab app ko kate nahi or back ki button naa dabaye.. Is App ko minimize karke mCent fir se open kare.
Ab aap Open karege to dekhege ki aapko Install karne ke paise to mil chuke hai.. kabhi-kabhi 30 minutes tak lag sakte hai thoda intjar kare.
2. Apne Dosto ko Invite kare or Commission paye mCent me
Isme simple aapko apne dosto ko apni link se invite karna hai or unko install karne ko khana hai.. Jab wo aapki link par click karke apna account banayege or ek app Install karege to aapko unka commission mil jayega.
*Apne Dost k Refer karne ke phele kam se kam ek App Jarur Install kare .
jese ki aap Image me dekh sakte hai abhi Invite karne par ₹40 mil rahe hai.. ye badte gadte rhata hai.. Icon par click kare.. ab jo Page khulega usme aap apne dost ko invite kare.
Jitne bhi aap koge aapke mobile me jisse message send ho sakta ho, wo sab aa jayege. ab aap unpar click karke WhatsApp, Facebook, Twitter, SMS jisse chahe click karke apne dost ko message send karde.
3. Bonus se Paise Kamaye mCent me
Ham agar roj App ko Open karte hai to hame Bonus bhi milta hai.
mCent se Recharge kaise Kare
Apne Mobile par recharge karne ke liye aapko Simple Recharge ke option me jana hoga.
Mobile ke Icon par click kare
Ab jo Number aapne app me add kiya hoga wo aayega.. Aap agar dusre number par recharge karna chate hai to aapko setting me number add karna padega phele.
Kitne ka recharge karna chate hai click karke select kare.. Jitne paise hoge recharge karne layak utne ka option aayega.
Top Up ki buton par click kare..
Ab aap ke number par recharge ho jayega.. kabhi kabhi thoda time lagta hai.. thoda intjar kare..
Chaliye ek baar puri Steps ko Check kar lete hai sahi se ki hai ki nahi –
mCent ko Download kara link par click karke.
Fir Link ko Browser me khol kar PlayStore khula.
mCent ko Download kiya.
Apna Account banaya .
App data ki permision allow kari.
Offer me se koi bhi ek App Instal karke offer Complete kiya or Jab uske paise hame mil gaye.
To ab Apne Dosto ko invite karke bhi uske Commision se income kar sakte hai.
To Dosto ab aap jaan Chuke ho kaise mCent se paise kamaye ja sakte hai Android Mobile me.. To abhi Download kare Buttom par click karke
Download Mcent
Agar aapka koi bhi Sabal ko isse sambandit to aap be-jijak comment karke puch sakte ho.. or Aapko ye jaankari kesi lagi jaruri bataye.
Apne Dosto ko bhi iske bare me bataye..
Thanks
This is dummy text. It is not meant to be read. Accordingly, it is difficult to figure out when to end it. But then, this is dummy text. It is not meant to be read. Period.
1 टिप्पणियाँ:
Click here for टिप्पणियाँSir mera Samsung j5 hai is me Gameloft walla koi bhi game install karke uninstall karde to phir Install nahin hora, aise kio hota hai, please mujhe batane KO kripa Kate!
ConversionConversion EmoticonEmoticon